Tuesday, 26 September 2017

KISI BHI WEBSITE KO INTERNET KE BINA KAISE CHALAYE - HOW TO OPEN WEBSITE WITHOUT INTERNET

Yeh ek website copy method hai jisse aap kisi bhi website ko sirf kuch hi steps me download kar sakte hai fir zarurat padne par usse without internet chala sakte hai.Agar aapko website ka koi single page copy ya download karna ho toh aapko pata hoga ki ham apne internet browser se kar sakte hai.Agar yeh method ke bare me nahi pata toh yeh metod bhi me aapko aage batane wala hu.Toh aaj ham 2 important method ke bare me sikhege ki website ko copy kaise karte hai ya website ko download kaise karte hai taki ham kabhi bhi us website ko bina internet ke open kar sake.
Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet

Method 1 : Kisi Bhi Website Ko Download (Copy) Kaise Kare - How To Download Website

  • Yeh kaam ham ek software ki madad se karne wale hai.Jiska naam hai Cyotek Webcopysoftware.Is software ko apne computer me install karne ke baad aap kisi bhi website ko aasani se download kar sakte hai.
STEP 1 :
STEP 2 :

Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Software ko download karne ke baad open kare.Or ab aage ki installation process ko follow kare.
  • I accept the agreement par tick kare.Fir Next button par click kare.
  • Ab aap chahe toh software ke liye koi folder pasand kar sakte hai ya fir Next par click kar dijiye.
Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Component select mein bhi Next par click kar de.
  • Start Menu folder me Next click kare.
Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Ab ready to install ki process hai vaha Install par click kar dijiye.
Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Ab aapka setup complete ho chuka hai.Finaly Finish par click kare.
STEP 3 :
  • Ab software puri tarah se open ho jayega.Jis tarah image me dikhaya hai.
Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Website box mein us website ka url likhe jise aap download karna chahte hai.
  • Save Folder box mein aap jis folder mein website ko download karna chahte hai voh select kare.
  • Ab F5 button par click kare.
Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Boom ! Ab aapki website downloading process start ho jayegi.
  • Jitni zyada website ki size hogi utna hi website ko download hone me time lagega.
  • Kuch time me website downloading ki process complete ho jayegi.
NOTE : Website Downloading (saving) Process Ke Liye Internet Zaruri Hai.Isliye Jab Bhi Aap Kisi Website Ko Software Se Download Karna Chahe Tab Internet Connection On Rakhe.

Method 2 : Browser Mein Website Page Ko Save Kaise Kare - How To Save Webpage In Browser

Kisi Bhi Website Ko Internet Ke Bina Kaise Chalaye - How To Open Website Without Internet
  • Agar aap kisi website ke single page ko save kar ke rakhna chahte hai toh is trick ka use kar sakte hai jo mostly browser me available hai.
  • Maine yaha pe screenshot me Google Chrome Browser Ke bare me bataya hai.
  • Browser me Jo upar ki taraf right corner me 3 line ka icon hai us par click kare.
  • Ab kuch options khulege usme se More Tools par click kare.Fir Save webpage as par click kare ya aap shortcut key ctrl+s ka bhi use kar sakte hai.
  • Yeh option zyadatar sabhi browsers me hota hi hai jaise ki Google Chrome,Mozilla Firefox,Microsoft Edge etc.

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Comments

Facebook

Featured Posts

Recent Posts

Recent in Sports

Total Pageviews

Search This Blog

Blog Archive

Aap kaise hacker Banna chahte ho

Carousel

Event

Breaking

News Scroll

Recent Posts

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

sponsor

sponsor
Hacking course

Tags

hacking (47) kali linux (38)

Categories

Translate

Recent Post

Popular

Facebook

Follow Us

Facebook