Friday 27 October 2017

Botnets full explanation

Dosto is post par main aapko botnets ke bare mai puri jankari dunga yeh post sirf educational purpose ke liye hai aap apni knowledge ka miss use mat karen. botnets lagbhag trojan horse ki trh hi hote hai or vaise hi kam karte hain inme chota sa fark rehta hai trojan horse se agar hacker kisi computer ko infect karta hai to vo uske computer ko access kar sakta hai par agar botnet se kisi ke computer ko infect kiya jata hai to infected computer se hacker apne kaam bhi karva sakta hai ek tarh se botnet se kiya gya infected computer dummy computer ban jaata hai jiski help se hacker ddos attack ko bhi perform kar sakta hai website surfing kar sakta hai isko bnane ke liye bhi tools hai par vo tools ke bare main aapko mai malwares ke topic mai btaunga or tools bhi de dunga aapko 





Botnet ko bnane ka tarika same hi hai trojan ki trh hi lagbhag par iska tool mai apko bad mai dunga or aapko mai warn kar raha hu aap in sabka miss use mat kare kabhi bhi aap bahut mushkil mai pad sakte hai main ye baat apne experience se bol raha hu hacking sikho srf knowledge ke liye kisi ko nuksan pahuchane ke liye nahi 
is ke liye bhi hacker ko port forwarding ki jarurt padti hai uske bare mai post likhi ja chuki hai aap pad sakte hai.


Social engineering full explanation







mai ummeed karta hu ki aap sabko Botnet attack ke bare puri mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad .

Visit karne ke liye apka shukriya


0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Comments

Facebook

Featured Posts

Recent Posts

Recent in Sports

Total Pageviews

Search This Blog

Blog Archive

Aap kaise hacker Banna chahte ho

Carousel

Event

Breaking

News Scroll

Recent Posts

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

sponsor

sponsor
Hacking course

Tags

hacking (47) kali linux (38)

Categories

Translate

Recent Post

Popular

Facebook

Follow Us

Facebook