Friday 27 October 2017

Keylogger attack full explanation

Dosto is post par mai apko kelogger ke bare mai jankari dunga or keylogger attack se kaise bach sakte hai uske bare mai bhi jankari dunga. ye post educational purpose ke liye hai aap misuse mat kare.


Keylogger ik software hota hai jo apke keyboard se type kiye huye keys ka record rakhta hai apke keystrokes ki puri information usme store hoti hai jaise apke computer ya phone mai keylogger install kar diya jaye kisi hacker ke through to aap apne phone ya computer mai kuch bhi type kerenge uski information hacker ke pass email ke through pahunch jayegi keylogger ko aap khud manually bhi bana sakte hai vo mai apko bad mai btaunga . keylogger phones or computer dono ke liye bahut sare available hai pehle mai apko computer ke liye bata raha hu jo best hai or kyun .

  • Refog keylogger ⇒ Refog keylogger bahut acha keylogger hai kyunki agr hacker  Refog keylogger kisi ke computer mai install karta hai to hacker keystrokes ki information email ke through hasil kar sakta hai  Refog keylogger mai email add karke aap kisi ke bhi computer mai install karte hai to keystrokes ki information apke pass email ke through a jati hai  Refog keylogger computer mai hide ho jata hai iska use mai apko pictures ke through bata raha hu.





  • Kidlogger ⇒ Kidlogger phones ke liye bahut acha hai ise aap kisi ke phone mai install karke keystrokes ki information hasil kar sakte hai . aap chahe to Hackers keyboard ko apne phone mai install karke apne victim se login karva kar bhi Facebook hack kar sakte hai Hackers keyboard play store par paid hai aap ise AIO downloader se  free mai download karke iska use kar sakte hai. 























Keylogger attacks se bachne ke liye aap antivirus ko install ko install kare kisi bhi untrusted website se kabhi koi software ko install mat kare computer par firewall ko hamesha enable rakhe 



aap chaho to Keyscrambler software ko install karke bhi Keylogger attacks se bach sakte hai Keyscrambler software apke keystrokes ko encrypt kar deta hai  agar apke keystrokes ki information Hacker ke pass jati hai to encryption format mai hogi jise dycrypt easily nahi kiya ja sakta.

mai ummeed karta hu ki aap sabko ke bare Keylogger attack puri mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad .

Software links





Visit Karne Ke Liye Aapka Sukriya

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Comments

Facebook

Featured Posts

Recent Posts

Recent in Sports

Total Pageviews

Search This Blog

Blog Archive

Aap kaise hacker Banna chahte ho

Carousel

Event

Breaking

News Scroll

Recent Posts

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

sponsor

sponsor
Hacking course

Tags

hacking (47) kali linux (38)

Categories

Translate

Recent Post

Popular

Facebook

Follow Us

Facebook