Friday, 27 October 2017

Path Analyzer Pro , Maltego and Tracerroute

Path Analyzer Pro , Maltego and Tracerroute ⇒ Dosto is post par mai apko Path Analyzer Pro , Maltego and Tracerroute in sabke bare mai bata raha hu Tracerroute Command ka use hum apne ip address se kisi bhi website tak pahuchne ke path ki jankari hasil karte hai Tracerroute command se maximum 30 hops tak path ko trace kiya jata hai matlab ik bar mai 30 ip addresss  ki jankari milti hai is ke liye hum Command Prompt ka use karte hai apko iska use pictures mai bata raha hu .






Certified Ethical Hacker (CEH V9)



Maltego tool ek bahut hi acha tool hai Footprinting ke liye kyunki aapko Maltego tool mai mostly har chij mil jati hai aap ise all in one tool bhi keh sakte hai ye tool Paterva company ka hai aap ise email tracing, domains ki jankari, Servers ki jankari or bahut kuch jaan sakte hai aapko simply account bnana hai fir aap iske sabhi features ka use kar sakte hai ye paid bhi hai or free bhi paid version or free version mai sab same hai features bas searching strength ka fark hai free mai aapko ik time mai 12 searches milti hai kisi particular chij ke liye paid mai apko 12000 milti hai jaise apne email trace karna hai to email kis kis ip address se hokar apke paas aya hai ye 12 ip address search hoge free version mai or paid mai 12000 or apko iske bare mai ik khas baat bata raha hu aap isme kisi feature ko tab tak use mat kare jab tak aap us feature ke bare mai jante nahi hai . iska use aapko pictures mai bata raha hu ye windows or linux dono ke liye available hai.










Path Analyzer Pro ye tool bhi aap Tracerroute command ki jgh kar sakte hai bas command prompt mai apko likha hua najar ata hai or is tool mai aapko graphically , charts mai show hoga isme jada fark nahi hai ye bhi Tracerroute command ki tarah hi kam karta hai aapko hops count karke deta hai iska use bhi aapko pictures mai bata raha hu.




mai ummeed karta hu ki aap sabko  Path Analyzer Pro , Maltego and Tracerroute  ke bare mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad.

 Links






Visit Karne Ke Liye Aapka Sukriya

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Comments

Facebook

Featured Posts

Recent Posts

Recent in Sports

Total Pageviews

Search This Blog

Blog Archive

Aap kaise hacker Banna chahte ho

Carousel

Event

Breaking

News Scroll

Recent Posts

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

sponsor

sponsor
Hacking course

Tags

hacking (47) kali linux (38)

Categories

Translate

Recent Post

Popular

Facebook

Follow Us

Facebook