Friday 27 October 2017

Phishing attack Full explanation


Dosto is post par main apko Phishing attack ke bare mai bataunga ye post sirf educational purpose ke liye hai . Phishing attack ek bahut hi famous attack hai jo log hacking ki feild mai hai vo iske bare mai jarur jante honge par phir bhi un logo ke liye sab kuch apko bata raha hu jo Phishing attack ke bare mai nahi jante . Phishing attack mai hacker ik fake page create kar leta hai or victim ko link send karke use login hone ke liye force karta hai jaise hacker apko link bhejne ke bad kahega ki yaha login karo balance mil jayga  ya Facebook par upload pictures par likes ayege bahut etc . Facebook ka fake page dikhne mai Faceebook ke login page ki tarah hi hota hai. Facebook ka fake login page aap already bane hue bhi use kar sakte hai or aap manually bhi bana sakte hai main aapko dono tarike btaugnga or ise bachne ke tarike bhi btaunga. 


sabse pahle main aapko Phishing attacks ke liye fake Facebook login pages ke links kaaha se le sakte hai uske bare mai bata raha hu aap in websites par jakr register karke Phishing pages ka use kar sakte hai par apko inke bare mai bata du agar aap kisi bhi online websites ka use karke Phishing pages ko use karte hai or phir apne victim se login karvate hai to apke victims ke usernames or passwords us website ke server mai bhi store hoge jaha se aap phishing pages ka use karte hai . main aapko un wesbites ke links de raha hu jaha se aap bane hue Phishing pages ka use kar sakte hai iska use apko pictures mai bata raha hu.



















https://goo.gl/WyyR9K

https://goo.gl/pzNPK1


https://goo.gl/MGga9j


Ye sabhi vo websites hai jaha se aap phishing pages ka use kar sakte hai aap mai apko manually Phishing page banane ka tarika bata raha hu bahut simple hai apko simple Facbook.com open karke right click karke viw page source par click karke code ko copy karke notepad mai paste karke save karna hoga or apko ik php file bhi chahiye hogi vo bhi aapko google par mil jayegi easily or mai link bhi de dunga . phir apko Facebook ka jo code aap save karege usme login.php file ko apni file ke sath change karna hoga ise apke victims ke username or password apke pass show karenge phir aapko apni files ko web hosting site par upload karni padegi free hosting sites phishing page ko detect kar lete hai upload nahi hogi paid mai ho jayegi or apko domain ki bhi jarurt hogi aap chaho to purchase kar sakte hai ya phir aap .tk types ke domain use kar sakte hai uske bad apko simple apne victim ko apka domain link bhejna hoga dhyan rahe domain ka name facebook ki trh hona chahiye jaise facetook.com , facelook.com etc apko pictures ke through bhi bata raha hu apko kaise karna hai .



aab apko Phishing attack se bachne ke tarike bata raha hu

aagar apko koi bhi person kaise bhi link bhejta hai or login hone ko bolta hai to aap kabhi log in mat kare aisa nahi hai ki url address se pahchana ja sakta hai fake page url bhi fake ban jate hai vo mai apko age btaunga kaise bante hai apko kbhi bhi kisi ke bheje hue link par click nahi karna hai aap jab kabhi facebook open kare browser mai khud type karke hi open kare.

Phishing page source

https://goo.gl/SR5CQF


Free Hosting site

Another hosting website

Free Domain


mai ummeed karta hu ki aap sabko Phishing attack ke bare mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad.


Visit karne ke liye apka shukriya





0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Comments

Facebook

Featured Posts

Recent Posts

Recent in Sports

Total Pageviews

Search This Blog

Blog Archive

Aap kaise hacker Banna chahte ho

Carousel

Event

Breaking

News Scroll

Recent Posts

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

sponsor

sponsor
Hacking course

Tags

hacking (47) kali linux (38)

Categories

Translate

Recent Post

Popular

Facebook

Follow Us

Facebook