Friday, 27 October 2017
USB Stealer Full explanation
October 27, 2017
|
Dosto is post par main apko USB Stealer ke bare main puri jankari dunga yeh post sirf educational purpose ke liye hai aap apni knowledge ka miss use mat karen . jaise ki sabhi jante hai USB hai kya ek pen drive USB pen drive se bhi ek hacker Facebook hack kar sakta hai jaise ki jadtar log apne facebok account ka username password save rakhte hai apne browser mai taki jab dubara open kare to unhe username password na bharna pade apne dekha hoga jab aap facebook par login hote hai to browser apse puchta hai remember me agar aap remember me par click karte hai to username password browser mai save ho jate hai ise USB Pen drive se ek hacker nikal sakta hai .
aab apko bata raha hu ek hacker kaise apni normal pen drive ko USB Stealer bnata hai aapne youtube par bahut sari videos dekhi hogi is par vaha file bnayi jati hai launch.bat or autorun.inf name se phir usb ko kisi computer par plug karke passwords ko nikala jata hai lekin vo ab work nhi karti vo windows xp par hi work karti hai or jaise ki sabko malum hai ki windows xp ka use bahut hi kam hota hai.
windows 7 se upr ke sabhi versions ke liye ek hacker ko usb rubber ducky ka use karna padega usb rubber ducky ek hardware hai isme ducky codes inject karke kisi bhi computer se saved passwords ko nikala ja sakta hai. aap chaho to arduino se apni normal usb ko rubber ducky bana sakte hai chaho to apne android phone ko bhi as a rubber ducky use kar sakte hai par phone rooted hona chahiye apko inke links niche mil jayege. ise bachne ke liye aap kabhi apne browser mai passwords ko save mat kare.
Links
https://hakshop.com/products/usb-rubber-ducky-deluxe
Arduino
mai ummeed karta hu ki aap sabko USB Stealer ke bare mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad.
Visit karne ke liye apka shukriya

Subscribe to:
Post Comments
(Atom)
Powered by Blogger.
Comments
Featured Posts
Recent Posts
Recent in Sports
Total Pageviews
Search This Blog
Blog Archive
Aap kaise hacker Banna chahte ho
Event
Breaking
News Scroll
Recent Posts
About Me
Contact Form
Followers
Tags
hacking
(47)
kali linux
(38)
Categories
Translate
Recent Post
Popular
-
Whois Lookup and IP Lookup Whois Lookup ⇒ Dosto is post par mai apko Whois Lookup and IP Lookup ke bare mai bataunga Whois Lookup ka us...
-
Dosto is post par main apko Phishing attack ke bare mai bataunga ye post sirf educational purpose ke liye hai . Phishing attack ek bahut hi ...
-
Dosto is post par main aapko Signalling System 7 (ss7 attack) ke bare mai puri jankari dunga yeh post sirf educational purpose ke liye hai a...
-
Dosto is post par main aapko port ke bare mai jankari dunga jo ek hacker ke liye jaana bahut jaruri hai port forwarding ek rasta hota hai ja...
0 comments:
Post a Comment